Skip to main content

Posts

Showing posts with the label Abhi Mujh Mein Kahin

Abhi Mujh Mein Kahin (Agneepath)

Abhi mujh mein kahin Baaki thodi si hai zindagi Jagi dhadkan nayi Jaana zinda hoon main toh abhi Kuch aisi lagan iss lamhe mein hai Yeh lamha kahaan tha mera Ab hai saamne Ishe chhuu loon zara Marr jaaun ya jee loon zaraaa Khushiyaan choom loon Yaa ro loon zara (indicine.com) Marr jaaun ya jee loon zaraa Hoo abhi mujh mein kahin Baaki thodi si hai zindagi Hoo… dhoop mein jalte hue tann koo Chhaya pedh ki mil gayi Roothe bacche ki hansi jaise Phuslane se phir khil gayi Kuch aisa hi mehsoos dil ko ho raha hai Barson ke puraane zakhmon pe marham laga sa hai Kuch ehsaan hai, Iss lamhe mein hai Ye lamha kahaan tha meraa Ab hai saamne.. isse chhoo loon zara Marr jaaun ya jee loo zara Khushiyaan choom loon Ya ro loon zara Marr jaaun ya jee loon zara Dor se tooti patang jaisi Thi yeh zindagaani meri Aaj hoon kal ho mera naho Har din thi kahaani meri Ek bandhan naya peeche seh ab mujhko bulaye Aane wale kal ki kyun fhikar mujhko kyun sataa jaaye Ik aisi c