Skip to main content

Posts

Showing posts with the label Bhavya Pandit

Rani tu Main Raja

Tu meri Rani main hoon tera Raja Aaja meri bahon mein aaja Haan Kar de mujhko main tere Karle band baja Milne swayamvar aaja re chaja Dil ke sheesh mein hel aaja Dil se roke kya ho jaja Rani tu main Raja.. Rani tu main Raja.. (Hunhha..) Tujhe dekha jab mera jiya dhadke Kabhi aag lag jaaye Kabhi shola badke Mainu banrake jaise bijli kadke Rani main tu Raja.. Rani main tu Raja.. Raja.. O meri madhubhala Tujhko bin varmala London ghumaunga Ghumaunga Patiyala Ulala ulala Tu chabi main taala Aaja ab aa bhi ja hoyi Mood bada dil wala Tujhe dekha jab mera jiya dhadke Kabhi aag lag jaaye Kabhi shola badke Mainu banrake jaise bijli kadke Rani main tu Raja.. Rani main tu Raja.. Milne swayamvar aaja re chaja Dil ke sheesh ke mahel aaja Dil se roke kya ho jaja Rani tu main Raja.. Rani tu main Raja..