Skip to main content

Posts

Showing posts with the label Suchitra

Khwabon Khwabon (Force)

O maa'nh hazi yaa'h wa'hiyaa aa wa'hiyaa aa zeehnime haazay'r O maa'nh hazi yaa'h wa'hiyaa aa wa'hiyaa aa zeehnime haazay'r Khwabon Khwabon jaage soye khoye khoye hum hai jaise yahaan Raahon raahon dhundhule dhundhule Halkei halkei hossh ke hain nishaan Tum hum-safar ho toh raste sab hain sehal (It means Easy) Har mod par milte sapno ke hain mahal Pighle tan-man hain, saanson mein hai nasha Tum Humsafar ho tto sab hai jaise haseen Chand se zyada hai jagmagati zameen Pyaar mein doobi si lagti hai har disha Khwabon Khwabon jaage soye khoye khoye, hum hai jaise yahaan Raahon raahon dhundhule dhundhule Halke halke hossh ke hain nishaan Kya karu main bayaan Ladkhhdaye zubaan Hum jo aise mil gaye hain Ab iraade hi naye hain Tum hi kaho kaise naa ho Dil mein mere yeh halchal Hum toh jaise hain diwane Dil ki saari baate maane Tum ho jahaan, main hoon wahaan Dono huey hain paagal Kam naa ho deewangi apni Guz.re yunhi zinda