Skip to main content

Posts

Showing posts with the label Force

Khwabon Khwabon (Force)

O maa'nh hazi yaa'h wa'hiyaa aa wa'hiyaa aa zeehnime haazay'r O maa'nh hazi yaa'h wa'hiyaa aa wa'hiyaa aa zeehnime haazay'r Khwabon Khwabon jaage soye khoye khoye hum hai jaise yahaan Raahon raahon dhundhule dhundhule Halkei halkei hossh ke hain nishaan Tum hum-safar ho toh raste sab hain sehal (It means Easy) Har mod par milte sapno ke hain mahal Pighle tan-man hain, saanson mein hai nasha Tum Humsafar ho tto sab hai jaise haseen Chand se zyada hai jagmagati zameen Pyaar mein doobi si lagti hai har disha Khwabon Khwabon jaage soye khoye khoye, hum hai jaise yahaan Raahon raahon dhundhule dhundhule Halke halke hossh ke hain nishaan Kya karu main bayaan Ladkhhdaye zubaan Hum jo aise mil gaye hain Ab iraade hi naye hain Tum hi kaho kaise naa ho Dil mein mere yeh halchal Hum toh jaise hain diwane Dil ki saari baate maane Tum ho jahaan, main hoon wahaan Dono huey hain paagal Kam naa ho deewangi apni Guz.re yunhi zinda

Chahoon Bhi (Force)

Chahoon bhi toh main kaise kahoon Saari jo baatein dil kehta hai Lehar sapno ki kaise ginu Dariya behta hi rehta hai Chahoon bhi toh main kaise kahoon Saari jo baatein dil kehta hai Lehar sapno ki kaise ginu Dariya behta hi rehta hai Keh rahi hai kya yeh suno, meri khamoshiyan Raat se hai lambi kahin, dil ki yeh daastaan Kaise kahoon Chahoon bhi toh main kaise kahoon Saari jo baatein dil kehta hai Lehar sapno ki kaise ginu Dariya behta hi rehta hai Keh rahi hai kya yeh suno, meri khamoshiyan Raat se hai lambi kahin dil ki yeh dastaan Kaise kahoon ... kaise kahoon.... Tumse mujhe yeh kehna tha woh keh raha tha hum-dum Ho saamne toh kya kahoon, kya kehna tha hum-dum Kaise yeh, jazbat hai Iss dil mein toh, din-raat hain Honthon pe kyun aane se yeh sharmate hain Aankhon mein kyun yeh har ghadi aa jate hai Chahoon bhi toh main kaise kahoon Saari jo baatein dil kehta hai Lehar sapno ki kaise ginu Dariya behta hi rehta hai Aa aa aa...