O maa'nh hazi yaa'h wa'hiyaa aa wa'hiyaa aa zeehnime haazay'r
O maa'nh hazi yaa'h wa'hiyaa aa wa'hiyaa aa zeehnime haazay'r
Khwabon Khwabon jaage soye
khoye khoye hum hai jaise yahaan
Raahon raahon dhundhule dhundhule
Halkei halkei hossh ke hain nishaan
Tum hum-safar ho toh raste sab hain sehal (It means Easy)
Har mod par milte sapno ke hain mahal
Pighle tan-man hain, saanson mein hai nasha
Tum Humsafar ho tto sab hai jaise haseen
Chand se zyada hai jagmagati zameen
Pyaar mein doobi si lagti hai har disha
Khwabon Khwabon jaage soye
khoye khoye, hum hai jaise yahaan
Raahon raahon dhundhule dhundhule
Halke halke hossh ke hain nishaan
Kya karu main bayaan
Ladkhhdaye zubaan
Hum jo aise mil gaye hain
Ab iraade hi naye hain
Tum hi kaho kaise naa ho
Dil mein mere yeh halchal
Hum toh jaise hain diwane
Dil ki saari baate maane
Tum ho jahaan, main hoon wahaan
Dono huey hain paagal
Kam naa ho deewangi apni
Guz.re yunhi zindagi apni
Dil jo bataayenge, hum kehte jaayenge haan aa..
Khwabon khwabon jaage soye
Khoye khoye hum hai jaise yahaan
Raahon raahon dhundhule dhundhule
Halke halke hosh ke hain nishaan
Pyaar ke jo raaste hain, apne hi toh vaaste hain
Tum bhi chalo, main bhi chalun Chalte rahein hum pal pal
Palkon palkon khwaab leke, ik dil-e-betaab leke
Hum jo chale, chhane lage geeton ke ye baadal
Goonje hain jo geet sureele
Mann jo inki madeera pee le
Hum mehke jaayenge, hum kehte jaayenge haan aa...
Khwabon khwabon jaage soye
Khoye khoye, hum hai jaise yahaan
Raahon raahon dhundhule dhundhule
Halke halke hosh ke hain nishaan
Tum humsafar ho toh raste sab hain sehal
Har mod par milte sapno ke hain mahal
Pighle tann mann hain, saanson mein hai nasha
Tum Humsafar ho tto sab hai jaise haseen
Chand se zyada hai jagmagati zameen
Pyaar mein doobi si lagti hai har disha
Ab har disha....

Comments
Post a Comment