Skip to main content

Bol Bachchan

Hey! easy sir!
Debating on the diabolic diagnosis of divisive deliverance
Papad is a rhythmic replica of a jhapad
Where one relishes your hunger
And other relishes your anger
Similarly sir, Bachchan is also
A rhythmic rhyme replica of Bol Bachan
Where one represents a magnanimous name
While the other represents horrendous game

Bol bol bol...
Bol bol bol bachchan...
Sun sun sun kya bole bachchan...
Bol Bachchan ki boli - Goli
Bol Bachchan ki vaani - Shyaani
Bol Bachchan ka qatra - Khatra
Bol Bachchan ki bhasha - Jhansa

Iski taal-taal hai satrangi
Chaal-dhaal hai atrangi
Din mein bhi dikha de ye taare rang-birangi

Bol bol bol...
Bol bol bol bachchan...
Sun sun sun kya bole bachchan...

Jisne bhi lagaya makkhan - haaye haay
Nikla phir woh hi dhakkan
Jisne chheda ye sargam - kya baat hai
Uski jholi mein saawan - Aah haa
Jisko samjhe toh awesome
Mohabbat ka hai mausam - Aah haa
Jisne bhi kiya ye item
Latka jaise pendulum - pendulum
Pendolummmm... - wah wah kya baat hai

Bol bol bol...
Bol bol bol bachchan...

Mere PitaJi kehte hain ki:
Mard ko kabhi dard nahi hota
Haan, haan lekin
Aisa hi tu bol bachan karta rahega toh
Eddy se sar tak dard hoga

Ya ya you talking not right then
Body pain from toe truck to headlight

Jhol jhal ke panghat pe
Behti hai jhooth ki nadiya
Wahaan se seedhe haath pe hai
Chhal kapat ki dagariya [x2]

Badi shaky shaky ye pagdandi
Vinaashkaale viprit buddhi
Tera bhar gaya ghada, ab bharega kya tu tanky

Bol bol bol...
Bol bol bol bachchan...
Sun sun sun kya bole bachchan...

Mere PitaJi kehte hain ki
Daaru peene se liver kharab hota hai
Aur main kehta hoon ki
Bol Bachan se kuch kharab nahi hota

Hah! Loud tanky, ghadi ghadi drama karta hai
Arey Aise hi bol bachan karta rahega toh
Aasmaan se girega khajoor mein atkega

Ya ya, falling from skyscraper
Hanging into dry-fruit and nut

Bol bol bol...
Bol bol bol bachchan...
Sun sun sun kya bole bachchan...

Comments

Popular posts from this blog

Tera Yaar Hoon Main Lyrics | Arjit Singh Song Lyrics

Tu jo rootha toh kaun hansega Tu jo chhoota toh kaun rahega Tu chup hai toh yeh darr lagta hai Apna mujhko ko ab kaun kahega Tu hi wajah… Tere bina bewajah bekar hoon main Tera yaar hoon main Tera yaar hoon main Aaja ladein phir khilono ke liye Tu jeete main haar jaaun Aaja karein phir wohi shararatein Tu bhaage main maar khaaun Meethi si woh gaali teri Sun’ne ko taiyaar hoon main Tera yaar hoon main Tera yaar hoon main Tera yaar hoon… Sajna de rang rangaaiyan ve Sagna diyan sehnaiyan ve Dhol wajange yaar nachange Lakh lakh deo badhaiyan ve Khusiyan ‘ch nachda main phiraan Hanjuan ton bachda main phiraan… O jaate nahi kahin rishte puraane Kisi naye ke aa jaane se Jaata hoon main toh mujhe tu jaane de Kyun pareshan hai mere jaane se… Toota hai toh juda hai kyun Meri taraf tu muda hai kyun Haq nahi tu yeh kahe ki yaar ab hum na rahe Ek teri yaari ka hi Saaton janam haqdaar hoon main Tera yaar hoon main… Tera yaar hoon main… Tera yaar hoon main… Tera yaar hoon main…

Bedardi Se Pyaar Ka Jubin Nautiyal Lyrics 2021

Ye Soch Ke Dil Mera Zoro Se Dhadakta Hai Kisi Aur Chat Pe Kyun Mera Chand Chamakta Hai Ye Soch Ke Dil Mera Zoro Se Dhadakta Hai Kisi Aur Chat Pe Kyun Mera Chand Chamakta Hai Hum Doob Gaye Jaana Aankhon Ke Paani Mein Jaane Wo Kaise Log The Jinko Kinara Mila Bedardi Se Pyaar Ka Bedardi Se Pyar Ka Sahara Na Mila Sahara Na Mila Aisa Bichda Wo Mujhko Na Dobara Mila Bedardi Se Pyar Ka Sahara Na Mila Aisa Bichda Wo Mujhko Na Dobara Mila Bedardi Se Pyaar Ka Humein Pyaar Ab Dobara Hona Bahot Hai Mushkil Choda Kahan Hai Tumne Humko Kisi Ke Kaabil Humein Pyaar Ab Dobara Hona Bahot Hai Mushkil Choda Kahan Hai Tumne Humko Kisi Ke Kaabil Humne Chirag Leke Chhane Hai Raste Saare Paya Nahi Kisi Ko Dil Mein Sivaa Tumhare Kehte Hai Dhundho To Rab Bhi Mil Jaata Hai Haye Naseeba Ishq Na Humko Hamara Mila Bedardi Se Pyaar Ka Bedardi Se Pyar Ka Sahara Na Mila Sahara Na Mila Aisa Bichda Wo Mujhko Na Dobara Mila Har Waqt Andhera Hai Dil Mein Chahe Dhoop Rahe Ya Raat Rahe Kuch Bhi To Nahi Badla Hum Mein Barbad...

Chinta Ta Ta Chita Chita

Duniya chale pichadi to main chalu agadi Sab khel jaanta hun, main hun bada khiladi Oh ho ! Duniya chale pichadi to main chalu agadi Sab khel jaanta hun, main hun bada khiladi Simdi me leke jaaun aur sab ko main sikhaun Kya....? Chinta ta ta chita chita chita ta taan Chinta ta ta chita chita chita ta taan Chinta ta ta chita chita chita ta taan Chinta ta ta chita chita chita ta taan Duniya chale pichadi to main chalu agadi Sab khel jaanta hun, main hun bada khiladi Simdi me leke jaaun aur sab ko main sikhaun Kya....? Chinta ta ta chita chita chita ta taan Chinta ta ta chita chita chita ta taan Chinta ta ta chita chita chita ta taan Chinta ta ta chita chita chita ta taan Aankhon mein roub hai Pocket mein note hai Are! Aankhon mein raub hai Pocket mein note hai Natkhat mijaaz hai, rangeela coat hai Soorat masoom hai neeyat mein khot hai Payjama tang hai dheela langot hai... Chinta ta ta chita chita chita ta taan Chinta ta ta chita chita chita ta taan Chi...