Skip to main content

Naino Mein Sapna

Ta thaiya ta thaiya ho o...
Ta thaiya ta thaiya ho o...
Dhum tan nan...

Naino mein sapna, sapno mein sajna
Sajna pe dil aa gaya, kyun sajna pe dil aa gaya... (2)

Kayi albele dekhe
Jawani ke rele dekhe
Hasino ke mele dekhe, dil pe ho ho...
Tu hi chha gaya aa...
Tu hi chha gaya aa...

Arey naino mein sapna, sapno mein sajni
Sajni pe dil aa gaya ke sajni pe dil aa gaya

Ta thaiya ta thaiya ho o...
Ta thaiya ta thaiya ho o...
Dhum tan nan...

Naa mila koi bhi tujhsa
Maine dekhi har gali
Maine chhoda zamaana saara
Main tere sang chali

Tann tera khila-khila chaman
Tu jawaani ki kali
Teri khushbu hi meri saanson mein
Pal pal hai pali
Baahon ka sahara mila
Tera jo ishaara mila
Mujhe jag saara mila, Main toh ho ho...
Tujhe paa gaya
Tujhe paa gaya

Nainon mein sapna, sapno mein sajna
Sajana pe dil aa gaya, kyun sajna pe dil aa gaya

Sun zara anaadi sun zara
Kahe kya meri choodiyaan
Naagin ban ban ke dasti hai mujhko ab ye dooriyaan

Dooriyan ye majbooriyan hai bas kuch hi saal ki
Le ke aaunga tere ghar main toh ek din paalki

Neela gagan hoga, saccha bandhan hoga
Apna milan hoga, mann ko ho ho...
Tu hi bha gaya
Tu hi bha gaya

Naino mein sapna, sapno mein sajna
Sajna pe dil aa gaya, kyun sajna pe dil aa gaya

Arey naino mein sapna, sapno mein sajni
Sajni pe dil aa gaya, ke sajni pe dil aa gaya...

Comments

Popular posts from this blog

Tera Yaar Hoon Main Lyrics | Arjit Singh Song Lyrics

Tu jo rootha toh kaun hansega Tu jo chhoota toh kaun rahega Tu chup hai toh yeh darr lagta hai Apna mujhko ko ab kaun kahega Tu hi wajah… Tere bina bewajah bekar hoon main Tera yaar hoon main Tera yaar hoon main Aaja ladein phir khilono ke liye Tu jeete main haar jaaun Aaja karein phir wohi shararatein Tu bhaage main maar khaaun Meethi si woh gaali teri Sun’ne ko taiyaar hoon main Tera yaar hoon main Tera yaar hoon main Tera yaar hoon… Sajna de rang rangaaiyan ve Sagna diyan sehnaiyan ve Dhol wajange yaar nachange Lakh lakh deo badhaiyan ve Khusiyan ‘ch nachda main phiraan Hanjuan ton bachda main phiraan… O jaate nahi kahin rishte puraane Kisi naye ke aa jaane se Jaata hoon main toh mujhe tu jaane de Kyun pareshan hai mere jaane se… Toota hai toh juda hai kyun Meri taraf tu muda hai kyun Haq nahi tu yeh kahe ki yaar ab hum na rahe Ek teri yaari ka hi Saaton janam haqdaar hoon main Tera yaar hoon main… Tera yaar hoon main… Tera yaar hoon main… Tera yaar hoon main…

Bedardi Se Pyaar Ka Jubin Nautiyal Lyrics 2021

Ye Soch Ke Dil Mera Zoro Se Dhadakta Hai Kisi Aur Chat Pe Kyun Mera Chand Chamakta Hai Ye Soch Ke Dil Mera Zoro Se Dhadakta Hai Kisi Aur Chat Pe Kyun Mera Chand Chamakta Hai Hum Doob Gaye Jaana Aankhon Ke Paani Mein Jaane Wo Kaise Log The Jinko Kinara Mila Bedardi Se Pyaar Ka Bedardi Se Pyar Ka Sahara Na Mila Sahara Na Mila Aisa Bichda Wo Mujhko Na Dobara Mila Bedardi Se Pyar Ka Sahara Na Mila Aisa Bichda Wo Mujhko Na Dobara Mila Bedardi Se Pyaar Ka Humein Pyaar Ab Dobara Hona Bahot Hai Mushkil Choda Kahan Hai Tumne Humko Kisi Ke Kaabil Humein Pyaar Ab Dobara Hona Bahot Hai Mushkil Choda Kahan Hai Tumne Humko Kisi Ke Kaabil Humne Chirag Leke Chhane Hai Raste Saare Paya Nahi Kisi Ko Dil Mein Sivaa Tumhare Kehte Hai Dhundho To Rab Bhi Mil Jaata Hai Haye Naseeba Ishq Na Humko Hamara Mila Bedardi Se Pyaar Ka Bedardi Se Pyar Ka Sahara Na Mila Sahara Na Mila Aisa Bichda Wo Mujhko Na Dobara Mila Har Waqt Andhera Hai Dil Mein Chahe Dhoop Rahe Ya Raat Rahe Kuch Bhi To Nahi Badla Hum Mein Barbad...

Chinta Ta Ta Chita Chita

Duniya chale pichadi to main chalu agadi Sab khel jaanta hun, main hun bada khiladi Oh ho ! Duniya chale pichadi to main chalu agadi Sab khel jaanta hun, main hun bada khiladi Simdi me leke jaaun aur sab ko main sikhaun Kya....? Chinta ta ta chita chita chita ta taan Chinta ta ta chita chita chita ta taan Chinta ta ta chita chita chita ta taan Chinta ta ta chita chita chita ta taan Duniya chale pichadi to main chalu agadi Sab khel jaanta hun, main hun bada khiladi Simdi me leke jaaun aur sab ko main sikhaun Kya....? Chinta ta ta chita chita chita ta taan Chinta ta ta chita chita chita ta taan Chinta ta ta chita chita chita ta taan Chinta ta ta chita chita chita ta taan Aankhon mein roub hai Pocket mein note hai Are! Aankhon mein raub hai Pocket mein note hai Natkhat mijaaz hai, rangeela coat hai Soorat masoom hai neeyat mein khot hai Payjama tang hai dheela langot hai... Chinta ta ta chita chita chita ta taan Chinta ta ta chita chita chita ta taan Chi...