Skip to main content

Bedardi Se Pyaar Ka Jubin Nautiyal Lyrics 2021

Ye Soch Ke Dil Mera

Zoro Se Dhadakta Hai

Kisi Aur Chat Pe Kyun

Mera Chand Chamakta Hai


Ye Soch Ke Dil Mera

Zoro Se Dhadakta Hai

Kisi Aur Chat Pe Kyun

Mera Chand Chamakta Hai


Hum Doob Gaye Jaana

Aankhon Ke Paani Mein

Jaane Wo Kaise Log The

Jinko Kinara Mila

Bedardi Se Pyaar Ka


Bedardi Se Pyar Ka Sahara Na Mila

Sahara Na Mila

Aisa Bichda Wo Mujhko Na Dobara Mila


Bedardi Se Pyar Ka Sahara Na Mila

Aisa Bichda Wo Mujhko Na Dobara Mila

Bedardi Se Pyaar Ka


Humein Pyaar Ab Dobara

Hona Bahot Hai Mushkil

Choda Kahan Hai Tumne

Humko Kisi Ke Kaabil


Humein Pyaar Ab Dobara

Hona Bahot Hai Mushkil

Choda Kahan Hai Tumne

Humko Kisi Ke Kaabil


Humne Chirag Leke

Chhane Hai Raste Saare

Paya Nahi Kisi Ko

Dil Mein Sivaa Tumhare


Kehte Hai Dhundho To

Rab Bhi Mil Jaata Hai

Haye Naseeba Ishq Na Humko

Hamara Mila

Bedardi Se Pyaar Ka


Bedardi Se Pyar Ka Sahara Na Mila

Sahara Na Mila

Aisa Bichda Wo Mujhko Na Dobara Mila


Har Waqt Andhera Hai Dil Mein

Chahe Dhoop Rahe Ya Raat Rahe

Kuch Bhi To Nahi Badla Hum Mein

Barbad The Hum Barbad Rahe

Hum Jiske Liye Duniya Bhoole

Usko Bhi Kahan Hum Yaad Rahe


Humein Apne Muqadar Se

Bas Ek Shikayat Hai

Kya Baat Huyi Kyun Sath Na

Humko Tumhara Mila

Bedardi Se Pyaar Ka


Kya Kar Rahi Ho Tum

Yaad Hai Na Tumne Promise Kiya Tha

Ye Kya Bachpana Hai

Meri Shadi Ho Rahi Hai


Bedardi Se Pyar Ka Sahara Na Mila

Sahara Na Mila

Aisa Bichda Wo Mujhko Na Dobara Mila


Bedardi Se Pyar Ka Sahara Na Mila

Aisa Bichda Wo Mujhko Na Dobara Mila


Dobara Mila ( Hindi and Punjabi Songs Lyrics )


Comments

Popular posts from this blog

Tera Yaar Hoon Main Lyrics | Arjit Singh Song Lyrics

Tu jo rootha toh kaun hansega Tu jo chhoota toh kaun rahega Tu chup hai toh yeh darr lagta hai Apna mujhko ko ab kaun kahega Tu hi wajah… Tere bina bewajah bekar hoon main Tera yaar hoon main Tera yaar hoon main Aaja ladein phir khilono ke liye Tu jeete main haar jaaun Aaja karein phir wohi shararatein Tu bhaage main maar khaaun Meethi si woh gaali teri Sun’ne ko taiyaar hoon main Tera yaar hoon main Tera yaar hoon main Tera yaar hoon… Sajna de rang rangaaiyan ve Sagna diyan sehnaiyan ve Dhol wajange yaar nachange Lakh lakh deo badhaiyan ve Khusiyan ‘ch nachda main phiraan Hanjuan ton bachda main phiraan… O jaate nahi kahin rishte puraane Kisi naye ke aa jaane se Jaata hoon main toh mujhe tu jaane de Kyun pareshan hai mere jaane se… Toota hai toh juda hai kyun Meri taraf tu muda hai kyun Haq nahi tu yeh kahe ki yaar ab hum na rahe Ek teri yaari ka hi Saaton janam haqdaar hoon main Tera yaar hoon main… Tera yaar hoon main… Tera yaar hoon main… Tera yaar hoon main…

Chinta Ta Ta Chita Chita

Duniya chale pichadi to main chalu agadi Sab khel jaanta hun, main hun bada khiladi Oh ho ! Duniya chale pichadi to main chalu agadi Sab khel jaanta hun, main hun bada khiladi Simdi me leke jaaun aur sab ko main sikhaun Kya....? Chinta ta ta chita chita chita ta taan Chinta ta ta chita chita chita ta taan Chinta ta ta chita chita chita ta taan Chinta ta ta chita chita chita ta taan Duniya chale pichadi to main chalu agadi Sab khel jaanta hun, main hun bada khiladi Simdi me leke jaaun aur sab ko main sikhaun Kya....? Chinta ta ta chita chita chita ta taan Chinta ta ta chita chita chita ta taan Chinta ta ta chita chita chita ta taan Chinta ta ta chita chita chita ta taan Aankhon mein roub hai Pocket mein note hai Are! Aankhon mein raub hai Pocket mein note hai Natkhat mijaaz hai, rangeela coat hai Soorat masoom hai neeyat mein khot hai Payjama tang hai dheela langot hai... Chinta ta ta chita chita chita ta taan Chinta ta ta chita chita chita ta taan Chi...