Skip to main content

Iss Kadar Pyar Hain Lyrics | Sonu Nigam Super Hit Songs

Iss kadar pyar hain tumse ai hamsafar – (2)

Abb toh jite hain ham, bas tumhe dekhkar

Tumharee har ada, tumharee har najar

Yeh kya kehne lagee, tumhe hain kya khabar

Iss kadar pyar hain tumse ai hamsafar

Abb toh jite hain ham, bas tumhe dekhkar


Dil me hain betabiya, nind udne lagee

Tere khayalo se hee aankh judne lagee

Har pal tumko dekha maine, kehtee hain meree najar

Tumharee har ada, tumharee har najar

Yeh kya kehne lagee, tumhe hain kya khabar

Iss kadar pyar hain, tumse ae hamsafar

Abb toh jite hain ham, bas tumhe dekhkar


Sanso me basne lagee jabse too ho janeja

Apna sa lagne laga mujhko sara jaha

Mehka mehka lagta mujhko, khushiyo se dil kaa nagar

Tumharee har ada, tumharee har najar

Yeh kya kehne lagee, tumhe hain kya khabar

Iss kadar pyar hain, tumse ae hamsafar

Abb toh jite hain ham, bas tumhe dekhkar

Tumharee har ada, tumharee har najar

Yeh kya kehne lagee, tumhe hain kya khabar


Hindi and Punjabi Songs Lyrics

Comments

Popular posts from this blog

Tera Yaar Hoon Main Lyrics | Arjit Singh Song Lyrics

Tu jo rootha toh kaun hansega Tu jo chhoota toh kaun rahega Tu chup hai toh yeh darr lagta hai Apna mujhko ko ab kaun kahega Tu hi wajah… Tere bina bewajah bekar hoon main Tera yaar hoon main Tera yaar hoon main Aaja ladein phir khilono ke liye Tu jeete main haar jaaun Aaja karein phir wohi shararatein Tu bhaage main maar khaaun Meethi si woh gaali teri Sun’ne ko taiyaar hoon main Tera yaar hoon main Tera yaar hoon main Tera yaar hoon… Sajna de rang rangaaiyan ve Sagna diyan sehnaiyan ve Dhol wajange yaar nachange Lakh lakh deo badhaiyan ve Khusiyan ‘ch nachda main phiraan Hanjuan ton bachda main phiraan… O jaate nahi kahin rishte puraane Kisi naye ke aa jaane se Jaata hoon main toh mujhe tu jaane de Kyun pareshan hai mere jaane se… Toota hai toh juda hai kyun Meri taraf tu muda hai kyun Haq nahi tu yeh kahe ki yaar ab hum na rahe Ek teri yaari ka hi Saaton janam haqdaar hoon main Tera yaar hoon main… Tera yaar hoon main… Tera yaar hoon main… Tera yaar hoon main…

Bedardi Se Pyaar Ka Jubin Nautiyal Lyrics 2021

Ye Soch Ke Dil Mera Zoro Se Dhadakta Hai Kisi Aur Chat Pe Kyun Mera Chand Chamakta Hai Ye Soch Ke Dil Mera Zoro Se Dhadakta Hai Kisi Aur Chat Pe Kyun Mera Chand Chamakta Hai Hum Doob Gaye Jaana Aankhon Ke Paani Mein Jaane Wo Kaise Log The Jinko Kinara Mila Bedardi Se Pyaar Ka Bedardi Se Pyar Ka Sahara Na Mila Sahara Na Mila Aisa Bichda Wo Mujhko Na Dobara Mila Bedardi Se Pyar Ka Sahara Na Mila Aisa Bichda Wo Mujhko Na Dobara Mila Bedardi Se Pyaar Ka Humein Pyaar Ab Dobara Hona Bahot Hai Mushkil Choda Kahan Hai Tumne Humko Kisi Ke Kaabil Humein Pyaar Ab Dobara Hona Bahot Hai Mushkil Choda Kahan Hai Tumne Humko Kisi Ke Kaabil Humne Chirag Leke Chhane Hai Raste Saare Paya Nahi Kisi Ko Dil Mein Sivaa Tumhare Kehte Hai Dhundho To Rab Bhi Mil Jaata Hai Haye Naseeba Ishq Na Humko Hamara Mila Bedardi Se Pyaar Ka Bedardi Se Pyar Ka Sahara Na Mila Sahara Na Mila Aisa Bichda Wo Mujhko Na Dobara Mila Har Waqt Andhera Hai Dil Mein Chahe Dhoop Rahe Ya Raat Rahe Kuch Bhi To Nahi Badla Hum Mein Barbad...

Chinta Ta Ta Chita Chita

Duniya chale pichadi to main chalu agadi Sab khel jaanta hun, main hun bada khiladi Oh ho ! Duniya chale pichadi to main chalu agadi Sab khel jaanta hun, main hun bada khiladi Simdi me leke jaaun aur sab ko main sikhaun Kya....? Chinta ta ta chita chita chita ta taan Chinta ta ta chita chita chita ta taan Chinta ta ta chita chita chita ta taan Chinta ta ta chita chita chita ta taan Duniya chale pichadi to main chalu agadi Sab khel jaanta hun, main hun bada khiladi Simdi me leke jaaun aur sab ko main sikhaun Kya....? Chinta ta ta chita chita chita ta taan Chinta ta ta chita chita chita ta taan Chinta ta ta chita chita chita ta taan Chinta ta ta chita chita chita ta taan Aankhon mein roub hai Pocket mein note hai Are! Aankhon mein raub hai Pocket mein note hai Natkhat mijaaz hai, rangeela coat hai Soorat masoom hai neeyat mein khot hai Payjama tang hai dheela langot hai... Chinta ta ta chita chita chita ta taan Chinta ta ta chita chita chita ta taan Chi...